Breaking

Wednesday, August 8, 2018

How to create free blog website in Blogger | ब्लॉगर में फ्री वेबसाइट कैसे बनाते है।

How to create free blog website in Blogger | ब्लॉगर में फ्री वेबसाइट कैसे बनाते है। 


Dosto aaj ham aap ko free blog web site banane ke baare me bataenge, Blogger ya Blogspot website bana ke aap paise bhi kama sakte hai.to aaiye jaante hai ki free blog web site kaise banate hai.


FOLLOW THE BELOW STEP



STEP 1- Sabse pehale aapko apne browser me type karna hoga blogger.com neche diye huye link pe aap clik kar ke direct bhi login kar sakte hai.


uske bad left top corner pe sine in ke button pe clik karna hoga.





free blog website in Blogger | ब्लॉगर में फ्री वेबसाइट कैसे बनाते है।
Blogger first interface


STEP-2

uske bad aap se aapka gmail id magega aap apna email id enter karke login ho jayiye.

Login hone ke bad kuchh is treh ka inter face khulega.


free blog website in Blogger | ब्लॉगर में फ्री वेबसाइट कैसे बनाते है।
Blog Image 2


STEP-3


ab aapko uper title me apne blog ka title bharna hai ji bhi naam se aap blog suru karna chahte hai.
i.e. PkvTechnical.. uskebad aapko apna blog address chunna hoga, fir niche theme ke option pe clik kar ke apne man pasand them chun lijiye aur creat blog pe clik kar dijiye. creat blog pe clik karte hi aap ka blog creat ho jayega aur ek pop khulega jisme aapka custom domain creat karne ke liye puchhega to aap ko no thanks kar dena hai kun ki is blog me ham free blog banana shikh rahe hai apne nex blog me mai bataunga top level domain ya custom domain apne blog me kaise lagate hai.



How to create free blog website in Blogger
Blog Image 3

Blog creat hone kebad uper diye gaye pic ki tarah interface khulega is me aapka blog woner ka naam aur blog ka naam aapko dikhega


Ab aapka website blog post karne ke liye taiyar hai. next blog me aap ko blog kaise likhte hai uske bare me batayenge.































No comments:

Post a Comment

अगर आप भी होली के दौरान बकरे का मांस खाने के शौकीन हैं तो सावधान हो जाएं, जानिए वजह।

  होली-Holi हुड़दंग और रंगो का त्यौहार है , इस दिन को लोग बहुत ही उत्त्साह के साथ मानते हैं , सबसे खास बात ये है की होली में लोग खाने खिलाने ...

More