Breaking

Wednesday, August 8, 2018

How to Create Menu Tabs or page in Blogger(2018) | ब्लॉगर में पेज या मेनू बटन कैसे लगाते है।

How to Create Menu Tabs or page in Blogger(2018) | ब्लॉगर में पेज या मेनू बटन कैसे लगाते है। 

  1. Blogger me sign karen
  2. Page tab pe click karen
  3. New page select karen
  4. Page ka title likhen
  5. Page ka Description Likhen
  6. Then Publish ke button pe click karen




Step 1

sign ke button pe click kar ke aap apne blogger me login ho gayen. aur lift side me page ke button pe click kariyen.

How to Create Menu Tabs or page in Blogger(2018)
Step 1


Step 2

New page button pe Click kariyen.

 ब्लॉगर में पेज या मेनू बटन कैसे लगाते है।
Step 2




Step 3


Apne page ka title aur description likhiye aur publish button pe clock kariyen.


How to Create Menu Tabs or page in Blogger(2018)
Step3

Step 4

Page ko publish karne ke baad aap ko jarurat hogi apne page ke liye menu tab banane ki, iske liye aap blogger ke left side me Layout button pe click karen aur add a Gadget button pe click karen.

Note:- yaad rakhiyen Menu tab kahan lagana hai jaise ki agar side bar me lagan hai to sidebar gadget pe click kariye.


How to Create Menu Tabs or page in Blogger
step 4


Step 5

Page Gadget me se page ko select kariye.


How to Create Menu Tabs or page in Blogger
Step 5

Step 6


ab apne page ko select kariye aur save ke button pe click kariye..


How to Create Menu Tabs or page in Blogger
Step 6


Ab aapka page menu tab ban chuka hai ab aapko menu tab me page link karna hoga 



Step 1

About us page viwe pe click karege phir url ko copy kar lenge phir vapis apne layout me aa jaenge.


How to Create Menu Tabs or page in Blogger(2018)  | ब्लॉगर में पेज या मेनू बटन कैसे लगाते है।



Step 2

 Layout me aane ke baad Gadget ke under page pe click karenge phir Add external link pe click karenge.

How to Create Menu Tabs or page in Blogger(2018)



Step 3

Copy link url ko yehan pe past kar denge aur save ke button pe click kar dijiye fir save arrangement pe  click kar dijiye.


How to Create Menu Tabs or page in Blogger(2018)



Step 4

Ab finaly aapka About us page tayar ho chuka hai ye she hi aap baaki ke bhi tab bana sakte hai.

How to Create Menu Tabs or page in Blogger(2018



Note;- Ham aasha karte hai ki is tutorial se aap ko help mila hoga phir bhi agar koi chij samajh me na aaye to aap mujhe comment ya contect us page pe mail kar ke puchh sakte hai.




































No comments:

Post a Comment

How to Refresh Your Instagram Feed: Tips to "Reset" the Algorithm

In the ever-evolving landscape of social media, staying engaged and relevant on platforms like Instagram can sometimes feel like a challenge...

More